Friday, 23 August 2013

Why Second Marriage Is Necessary For Men ?





33 comments:

  1. doosri shaddi ka koi makul jawaz (jesy aulaad ka na hona) b hona chaheye...........ar mard agr 1 se zzaida bv me insaaf kr sky........wrna to wo gunahgaar hai......
    sirf iss leye 2sri shaadi krna k larkio k rishty nahee hain......galat hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. acha jee nahen karty shadi q k ajj ta insaf to ho nahe ska

      Delete
    2. @JAVERIA, 100% AGREED.

      Delete
    3. agreed but there is equal responsibilty of woman to better the conditions of society and today's would never allow to shun her lavish life style, where a single man can feed more than one woman why should he supports only one,a home with two or three woman can only lead a hormonius life if they would be cooperative with each other and with their husband

      Delete
    4. sab se pehley aap yeh faislaa karlein k ham Islam ki hakum manein gey ya jo apnaa dil chahey ga wo maney gein? agar Islam ka hukum manein gey to hee muslmaan kehlayein gey warnaa apnaa naam Javeriyaa rakh lein ya Jaysuriyaa,, koi farq nahein parey gaa... or agar Islam ki maan'nii hey to pehley islaam ko saheh se seekhnaa parey gaa apnii soch ko islaam ki taleem nahee kaha ja saktaa... jis Insaaf ki aap baat kar rahee hein ya jo doosrii aurtein samajhatee hein wo asal mein insaaf ki definition nahein hey is matter mein... insaaf yeh nahein k aik biwii ka dil chah rah ahey k 400 sq yds k banglow mein rehna ahey to usey la k do, warnaa na insafii hogii...... is se zyada maqool jawaz kiyaa hogaa k larkiyan colleges mein ja k boy friendz k saath ghoomtee rehtee hein.. universities ka jo haal hey us se nazar churao gey to andhey hee kehlao gey.... dance parties jis tarah common hein wo Islaam k liyee tabah kun hein.... rape cases ki frequency aap ko nahein maloom to aap be fikar hein.... middle level schools k wash rooms se jo sexual items miltey hein wo aap ko nahein maloom to aap muashrey ki ikhlaqee pastee se na aashnaa hein..... increasing rate of divorced women aap ko maloom hey? wo shadii shudaa aurtein apnii desires k liyee kiyaa karein jo Allah ney un k ander rakhee hey... un ki living expenditures ki support kon karey gaa...? Hamarey mulk mein jo hundreds of women daily basis p widow bana dee jate ehein un ko kon dekhey gaa... aik larkii jo buhat achee shakal soorat na honey ki wajah se ghar mein bethee rahey to wp apnii desires p kesey control karey.... yeh na mumkin se baat hey or is k natural and obvious effect zahir ho rahey hein.... agar aap ko na maloom ho'n to plzz apnii soch se mukhalifat kar k naik kaam ki raha mein rukawat na banein..... sba se barh ker Allah k ehkaam ki khulli mukhalifat karney se pehey soch lein k aisaa karney se Islam or eeemaan baqee rahey ga k nahein ?

      Delete
    5. @jaweria if a man is not able to do justice then woman have option for divorce, then 2nd time marriage or 3rd time marriage in worst consequences.

      But don't compare it with woman who are marrying at age when thurst and actual need of marriage ends and a formal Husband and Formal Woman Marriage and Guardian ship or Parent role you would play as Mother and Father due to extra ordinary chronic role in your life.

      Further more If your husband is not fullfilling your right then why you pronouce Fights, Sazishein and Jealousy and Hate speech tone of Indian and Pakistani drama tone, and Woman would get respect as 2nd and 3rd wife and self dignity also and in attitude what you would get, nothing only attitude.

      so marry from your own choices in 2,3, fours if you cant do justice for example I am married twice and I am not that kind of person then social pressure or pressure after 2nd wife or any complains and via court of law anything can make a sensible and intelligent person when mosques, people, seniors they ACCEPT AND OBEY ALLAH THEY MUST ENCOURAGE THEIR sons to obey Allah and His Messenger's Commandments.

      Best Regards
      Dr Ismaiel

      Delete
    6. 2sri shadi k lye ksi jawaz ka hona zrori nhi, hata k 4th shadi k liye b ksi jawaz ka hona zrori nhi, niyaat ye honi chahye k muslims ki nasal barhegi or 2 ho ya 4, sb k huqooq puray kr skta hai to 4 shadi mai b koi masla nhi.

      M.Raghib Malik

      Delete
    7. @ ibmblog! very well said. Also, there is a misconception and it is also incorporated in the Nikha-nama in Pakistan that " Without wife's permission, the man can not do 2nd marraige." However, there is no such thing in Islam which requires earlier wife permission for other marriage.

      Allah hum sub ko Deen samajhany or us par ammal karnay ki tufeeq aata farmay.

      Delete
    8. great Muhammad Rashid,emaan ka sb se bara darja yehi he k insan ankhen or kan band kr k labbaik kahe bs allah tala ese musalman chahta he q? no kren. asal me behen javeria ak owrat k jazbat me comment de rahi hen allah un ko nek rah dikhae. insan ki aqal naqis he or quran ki talemat or seirat e muhammadi (s.a.w) kamil hen ab in kamil chezon ko smjhne k lye aqal ko rooh e hidayat ki zazorat he or ye marifat barah e rast allah tala ki taraf se milti he taleem or digrees se hasil ni ho sakti.
      allah ham sab ko apni tabedari naseb farmae or jesa wo chahta he wesa musalman ham sb ko bana de. amen

      Delete
    9. well..........mane quran pak ko ba-Tafseer prha hai.......ar usme aik se zayad shadio k leye ye shart hai k aap un me insaaf kr sko to...... ar Nabi Pak (S.A.W) ne jab apni piyari beti Hazrat Fatima ke shadi Hazrat Ali se farmaeye to APP ne hazrat Ali se ye wada leya k wo Hazrat B.B Fatima ke zindage me kbhee second marriage nahee kraingy......... ar 4000sq yads ka banglow nahee dena chaty to jahaiz me cars,plots etc. ku mangty hain?? kya Islam jahaiz k khilaaf nahee?? Islam ko apne maksad k leye istamal krna Muslimaniyat nahee hai..... people use to highlight those things that they want.......

      Delete
    10. ar jaha tak social situation hai.... wo aik mard k aik se zaida shadiya krne se badal nahee sktee....... jesy k mere aik bhai ne kaha k even there exist those couples who have extra marital affairs...... so society ko behter krne ka koi ar tareeka dhondhna chaheye...... Namaz is the best way......
      ar wo bhai jo bv ko bura kehty hain k wo kbhee b khush nahee ho sktee.......... wo ye b sochain k un ke ma b kisi ke bv hai...... un ke behan b kisi ke bv hai..... unke beti b kisi ke bv hai......... ar agr wo un k bary me b yehe sochtay hain then shame on him........ jo insaan apni ma ke qurbanio ka aitraaf nahee kr skta wo ar ksi aurat ko kya samjhy ga..........
      At the end i just want to say thay..... hr inssan ke apni apni soch hai........ i respect it........ but kam az kam baat krnee ka aik way hota hai........ jo log achy tareeky se baat nahee krna janty........ wo islam ka Alif tak nahee janty.........

      Delete
    11. maulana sahab...... i appreciate it that u mentioned that..... there is CONDITIONAL permission of more than one marriage ............

      Delete
    12. Hmm.... dekhiye aj kal k mard b to phle zamane k mardon ki trha baa ikhlaq n qualities nai rakhte. Is lie b unki biviyon ko trust nai hota k wo un k sath insaf kr saken ge k nai. N ye bat ghalat nai k mard agr zyada effort kr skta he k use kisi bewa, talaq yafta ya kisi besahara lrki se shadi kr leni chahie. Bivi ko b chahie k agr kisi ki is trha help ho skti he to rukawat na bane. Ye tareeka ALLAH ka bataya hua he. Is trha mashrati buraiyan kam ho jaengi.

      Delete
  2. Hussain Ali Shah23 August 2013 at 23:02

    tera sheikh usama shaheed nhin hua tha kuttay ki mout marra tha .bil mein dabak ker betha tha sala harami

    ReplyDelete
    Replies
    1. mutta ke aulad us baap ko q yaad kr rehe ho. yumhari maa sy mutta kya tha us ny.

      Delete
    2. Shaeed howa tha ya mara tha ya to Allah faisla kry ga, kesi ki mout ko asa ni bolna chya kia pata Allah ko wo banda pasand hoo.

      Delete
    3. yaar aap apna munh band rakhain kuch sharam karain aur allah ka khauf karain warna zuban gandii apni hi kar rahy hain aap

      Delete
    4. ye shia jis forum pr bhi hotey hain kanjer bakwas hi krte rehte hain haramkhor

      Delete
    5. kutton ka kam bhonkna he hota he. jo asman pe thokta he us k monh pr hi phitkar parti he.
      ak bap ki owlad ni na warna samne aa k bat karta.

      Delete
  3. agree with the writer of this topic

    ReplyDelete
  4. Lant bay shumar un par jo shahdoon ko harami kehtay hain. Allaha k qanoon ko mantay hain sar tabi ke hameet nahi,Alaha sab bara Aeem aor Khabeer ha. Allaha Ho Akbar.

    ReplyDelete
  5. Very Good... I agreed.. But end pay Chawal mar di yar tu nay... Sheikh Usama what...

    ReplyDelete
  6. Agreed with the writer.. but it needs a new social contract..there must be some rules and regulation...

    ReplyDelete
  7. Aik b na karo yar.Aik say humm kon sa insf kartay hain

    ReplyDelete
  8. Agree with Imran. Aik bhi na karo phir. Kiyunk as per Javaria when you can't do justice don't maarry. Larkiyaan khush hojayn...

    ReplyDelete
    Replies
    1. ye kbi khush ni hon gi. nabi (s.a.w) ne farmaya in owrton k sath sari umar tum bhalai karo phir ksi waqt agr tum se koi thori si taklif mili to ye sb pichle pe pani pher de gi or kahen gi ko tum se to mujhe kbi such mila hi ni.
      ak or bari wajah is problem ki ye he k aj kal har ghar me taqriban chahe wo deen dar gharana ho ya dunya dar chalti owrat ki he mardon ka control nahi. or agr mard ma'ashi tor pr kamzor ho ya owrat ko b kame pe laga de, ya wo retierd ho jae phr to bs wo ghar k nokar se be kam owqat wala ho jata he. or ye khanda ki tabahi or owlad ki berahrawi ki pehli dehliz hoti he. q k owrat nizam kbi ni chala sakti ghar ka. jb owlad choti ho tb to mar pet k karwa leti he lekin jb bari ho jae to bap ki to pehli hi ni chalti thi ab maa na beti pe zor chala sakti he na bĂȘte pe. moral ye k ghar ka administrator mard hi ho ga to kam chale ga warna illah masha allah ksi ak aadh gharane k elawa ap ko yehi hal mile ga har ghar ka.

      Delete
    2. Me apko agr apne samne ki misal dun to ap kahen ge k han mard apni izat khud gawate hen..
      Kia wo shakhs mard he jo apni bivi se machine ki trha sari umar gar k kam krwae n use insan hi na smje.
      jb kabi wo ye kahe k aj me bht thak gai hun n mazeed kam krne ki himmat nai he to use ye kahe k kam karogi to mahine k kharch k lie paise dunga n nai karogi to nai dunga.. Bilawaja apni bivi ki sb me insult kr k khud ko baawaqar smjta ho..
      just tell me k kia bivi ki izat uski izat nai he. kia bivi ki koi self respect hi nai he. Kia wo kisi ki nokrani banne k lie n sari umar apni insult krwane n gaaliyan sunne k lie shadi krti he.
      Mardon ne b to khud ko us level se gira dia he. Jb wo izat nai kr rae to bivi se qn umeed karen k wo still usse mohabbat kare n izat kare.
      Jin ki me bat kr rai hun, aj wo phle se b zyada selfish he apni bivi k lie.
      Is behavior k nteeje me aj wo bivi b use kuch nai smjti. Bivi k dil me b shohar ki koi izat baqi nai rahi..

      Delete
  9. shaadi, huh, ajkal har dusra larka larki zina kar rhe hain even kuch married guy married woman b zina kar rhe hain, kia faida esi shadi ka jo apko gunah se na bacha sake, or dusri baat ajkal jab tak larka establish na ho bank balance na ban jae uski shadi nai hoti bhale wo zina karta rhe, ghar wale is nazar se kabhi nahi sochte k kahin mera beta zina me na par jae unko sirf bank balance ki fikar hti ha, or larkian b parhne me lagi rhti hain, ek shadi to hoti nahi ksi ki yahan 4 shadi ki baten sun k hansi aati ha muje... our society has gone total WILD and MORALLY CORRUPT

    ReplyDelete
  10. 2nd Marriage is optional not compulsory. This is permission from Almighty. There are numberless Wisdom behind this conditional permission.

    Hakeem Mawlana Muhammad Noor Ali Noori South Africa

    ReplyDelete
  11. In my best opinion,

    Women have their own set of mind, agreed that they dont want to share their husband but again they feel very pity when the girls present in their families or friends are not getting married and getting old day by day.

    I suppose, this issue should be felt by Women from their heart as if their daughter were not married how they feel.

    Married wife if find their husbands are caring, loving and economically strong then should accept and persue him for 2nd marriage herself. They should advise him to find needy girl or widow ( as required ) in order to support them but also fulfilling God's & Prophet's Laws.

    But if a men can not even properly treat her only wife and children in a good way then there's no excuse to allow them for second marriage to a make live worst for all the people associated with him.

    Further, i also saw some face book post where women or girls strongly opposed 2nd marrige and justify that if men cannot pray 5 times and obey Islamic laws then why second marriage.

    Dear Sisters, you dont know, you have the power to control your males. Use your power to spread positive changes in society and definitely this second marriage will stop " rapping and all other filthy deeds now prevailing in our countries."

    Initially it will feel bad but in long run you have done your role for Islam and for the betterment of society.( save your fellow sisters for being rapped and doing zina )

    Controls are in your hands. Use it sisters....use it.

    ReplyDelete
  12. Makemylove.com, India's leading matrimonial portal site strive hard to provide you the perfect match with a touch of tradition from a wide array of community, caste, city and much more for the global Indian community you can find your life partner with help of makemylove
    matrimonials sites indiaShaadi Sites


























    ReplyDelete