Wednesday, 8 July 2015

Hamaray Afsana Saz Mourkheen by Orya Maqbool Jan



1 comment:

  1. tabri s masoodi n lia or ibne khuldun n uska mahasba kia ,aik baloch alim jo madersay m parhatey hain mujh s kahney lagey yeh khuldun nasbi hay,kul islami tareekh m jo meri nigah m hay woh is ara may munfarid hain.tibri batoor aik asari to sahi hain mager nadir or nayab rawayat majhool ,matrook,or kazab s jama kark rawayat ko quwat dena aik galti hay zaeef+zaeeef+zaeef s rawayat koi hasan laghera nhi ban jati unki hadith tair jama karnay ki koshish ajeeb hay.ager chay khalf jo door e taqleed may aye isk adi thay mager tabri ka dur mutazala or muhadithin ki saf araye ka dor tha tibri ko ahtiat karni behter thi jahan tak pathrao ka taluq hay tibri nay sahi kaha tha k rozey hasher allah k arsh p us ka sath koi nahi bethay ga ,yeh unka rad tha jo nabi akram ko allah k sath arsh p betha honay k dawa kar rhay thay.,shibli n bhi iska ziker kia hay jabhi alama tibri p orya sahab ko haq k sath tanqeed karni chahye ,na ka yeh unk rang roop tha,baqi aj kitnay ayma salasa k mannay waley imam hanbal k sirf muhadith mantey hain,faqih nahi jantey,apnay apnay imam ko tarjeeh denay m aik dosrey ka qad ghatatey hain.tibri ka apna dabistaney fikar tha fiqay m woh azad thay 4 sadion tak taqleed rasakh nhi hui thi k woh majboor kahlatey lihaza tanqeed or rawayat darayat jazbati bunyad p nhi honi chahye aqley sharih ki bunyad p honi chahye na k aqley be lugham ki bunyad p.baqi oria sahab aik sahibey nazer,qabil or haq parast insan hain jo aj k media m doodh m ghulab ki manind hain.

    ReplyDelete